![]() |
| Tu Waqif - Lyrics |
Tu Waqif - Ankit Chhipa
Teri bewafai
Se tu waqif, han waqif
Mere har dard ki wajah
Se tu waqif, han waqif
Se tu waqif, han waqif
Mere har dard ki wajah
Se tu waqif, han waqif
Majbooriyan, kesi thi
Jane ki tune, wajah na di
Ab rota hun mein, sochta hun
Mene to koi, khata na ki
Fir kyo juda, khudse kiya
Tujse hi tha, mera jiya
Vo lamha tha, tujhe yaad hai na
Jo ab kahin, Kho gaya
Kahin kho gaya
Shayad tujhe pyar hi nahi tha aur
Mein pagal tujhe duniya maan betha
Shayad tu mere
Kabil hi nahi tha or
Mein pagal tujhse wafa kar betha Han......
Mere pyar ke junoon se
tu waqif, han waqif
Mein tha tere liye hi
Tu waqif, han waqif
Tu thi mera jahan, mein tha tera jahan
Jitni tu meri, utna mein tera
Kasmen thi , waade bhi the
Har rasta, hum sath chalenge
Duniya ko, bhula kar ke
Bas ek duje ko, yaad rakhenge
Vo lamha tha, tujhe yaad hai na
Jo ab kahin, Kho gaya
Kahin kho gaya
Teri bewafai se
Kash hota mei bhi Waqif, Han waqif
Writer – Ankit Chhipa (Youtube)
